• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Chaara-Gar Tujhe Kya Khabar, Jo Azab-E-Hijr-O-Visal Hai

Mere Chaara-Gar Tujhe Kya Khabar, Jo Azab-E-Hijr-O-Visal Hai

tasneem-abidi

mire chara-gar tujhe kya khabar, jo azab-e-hijr-o-visal hai

ye darida tan ye darida man tiri chahaton ka kamal hai

mujhe saans saans giran lage, ye vajud vahm-o-guman lage

main talash khud ko karun kahan miri zaat khvab-o-khayal hai

vo jo chashm-e-tar men thahar gaya vo sitara jaane kidhar gaya

na nashat-e-gham ka hujum ab na hi sabz yaad ki daal hai

use fasl fasl bhi sinch kar mila saaya aur na mila samar

ye ajiib ishq ka ped hai ye ajiib shakh-e-nihal hai

mira harf harf usi ka hai mire khvab khvab men vo basa

jo qarib rah ke bhi duur hai use paana kitna muhal hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Main Phul Phul Safar Kar Rahi Thi Khwabon Ka

Be-ruKHi Hi Be-ruKHi Hai Har Taraf

poet

Tera Humne Jis Ko Talabgar dekha

Gale Pe Ek KHanjar Aab-Dar Kis Ka Hai

Kya Chiz Hai Uzr-E-Lab-E-Izhaar Ka Saya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet