• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barq-E-Rukhsar-E-Yar Phir Chamki

Barq-E-Rukhsar-E-Yar Phir Chamki

mushafi-ghulam-hamdani

barq-e-rukhsar-e-yar phir chamki

is chaman ki bahar phir chamki

tu ne phir is ko saan par rakkha

tere khanjar ki dhaar phir chamki

mere girye se ab-o-tab aaya

surat-e-rozgar phir chamki

khun-e-ashiq se vo zah-e-daman

dam-e-shamshir vaar phir chamki

dekhiyo paanv rakh diya kis ne

aaj kyuun nok-e-khar phir chamki

vo jo ik tiis si hai dil men mire

rah ke be-ikhtiyar phir chamki

‘mushafi’ ki jo tu ne dar-rezi

shaeri teri yaar phir chamki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul Mahkae the Maine Shadmani Ke Liye

mubarak-azimabadi

Ajab Rang Ki Mai-Parasti Rahi

Hai Wahi Naz-Afrin Aaina-E-Niyaz Mein

Dekhta Bhi Hai Dekhta Bhi Nahin

Wo Chandni Mein Kuchh Aisa Tha Tar-Ba-Tar Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet