• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Bachche fuTpathon Se Adla-Badli Kar Aae Hain

Mere Bachche fuTpathon Se Adla-Badli Kar Aae Hain

mere bachche fuTpathon se adla-badli kar aa.e hain

chand khilaune de aa.e hain Dheron ḳhushiyan ghar laa.e hain

sukha, barish ke maron ka dukh kab ja kar ḳhatm hua

suraj dekh ke Dar jaa.e hain badal dekh ke ghabra.e hain

mere jaise maang saken kuchh kitna mushkil hota hai

sakucha.e hain sharma.e hain ghabra.e hain hakla.e hain

sab ke hisse ek sifar tha raaja rank barabar the

jo bhi the sab joḌ rahe the kya kho.e kya paa.e hain

bachchon men ehsas ke paude jo ham ne tab rop diye the

duniya valon aao dekho ab us men phal aa.e hain

us ki baton men ye jo chingari chamka karti hain

us ke dil ke andar jaane kitne patthar Takra.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-Ghar Mein Rahta Hun

poet

Kyun Main Ab Qabil-E-Jafa Na Raha

momin-khan-momin

dida-E-Hairan Ne Tamasha Kiya

Kunj-E-Tanhai Mein Rakkha Hua Rah Jata Hai

Wo Agar Aae to Pur-Nur Saman Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet