• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suraj Hai Naya Chand Naya Tare Nae Hain

Suraj Hai Naya Chand Naya Tare Nae Hain

suraj hai naya chand naya taare na.e hain

ye kya pas-e-duniya hai jo ham dekh rahe hain

mausam to ka.i aa.e magar ḳhvab hamare

sukhe hue patton ki tarah girte rahe hain

har lamha koi iinT ukhaḌ jaati hai jis ki

ham log usi divar ke saa.e men khaḌe hain

ḳhud apne hi saa.e ne hamen nicha dikhaya

ham sochte the ham sabhi sayon se baḌe hain

vo ek bhanvar sunte hain dilkash hai ghazab ka

hain kitne safine jo vahan Duub chuke hain

rangin dukanon men saje hain jo khilaune

andar se agar dekho to sab TuuTe hue hain

‘betab’ numayan nahin kuchh aise magar haan

in lambi qataron men kahin ham bhi khaḌe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Samajhte the Wo, Samjhaya Gaya Hai

Mahrumi Ke Dukh Aur Tanhai Ke Ranj uThae

Koi Dilkash Sa Afsana Kisi Dildar Ki Baaten

poet

Aabru Ulfat Mein Agar Chahiye

ismail-merathi

Hum Aalam-E-Khwab Mein Hain Ya Hum Hain Khwab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet