• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaman Wahi Hai Ghataen Wahi Bahaar Wahi

Chaman Wahi Hai Ghataen Wahi Bahaar Wahi

poet

chaman vahi hai ghataen vahi bahar vahi

magar gulon men vo ab rang-o-bu nahin baaqi

hai dil-kashi men vahi ab bhi mausamon ki bahar

nazar men kaifiyat-e-rang-o-bu nahin baaqi

shabab-e-dahr ki ab bhi hai vo faravani

magar khayal men josh-e-numu nahin baaqi

hai dil men dard bhi pahlu men dil bhi hai lekin

kisi ke dard pe rone ki khu nahin baaqi

haram ki sham-e-farozan hai aaj bhi lekin

tajassus-e-nazar-e-shola-ju nahin baaqi

gale to milte hain ahbab ai ‘haya’ ab bhi

magar dilon men sadaqat ki bu nahin baaqi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Lafz Mein Sine Ka Nur Dhaal Ke Rakh

Kis Qadar Ruh Pasheman Hai Tumhein Kya Malum

Sufi

Khushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai

Shayad Nae Safar Ki Kahani Likhenge Log

Har Lamha Zulmaton Ki Khudai Ka Waqt Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet