• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Wajud Usi Ki Visal-Gah Mein Tha

Mera Wajud Usi Ki Visal-Gah Mein Tha

mira vajud usi ki visal-gah men tha

usi ka vird mire dil ki ḳhanqah men tha

tumhare qaul-o-qasam par fareb kya khata

tumhara tarz-e-amal bhi miri nigah men tha

huruf-e-makr tire lab pe the magar zalim

mujhe fareb bhi khana vafa ki raah men tha

tamam sang-dili ya ki phir ghurur-o-hasham

kuchh aur us ke siva bhi jahan-panah men tha

Tapak ke dida-e-nam se sada.en deta hai

jo ek harf-e-tamanna dil-e-tabah men tha

mujhe to raas ai ‘ḳhalid’ yahi zamin aa.i

ye aur baat mira zikr mehr-o-mah men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ke Nazdik Se Guzro to Bata Kar Jaana

poet

Nae Zamane Ke Nit-Nae Hadsat Likhna

muneer-niyazi

Khalish

Qaba-E-Jaan Purani Ho Gai Kya

Hasil-E-Zabt-E-Fughan Nakaam Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet