• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Tan Sar Se Juda Karte Hi Bekal Ho Gaya

Mera Tan Sar Se Juda Karte Hi Bekal Ho Gaya

poet

mera tan sar se juda karte hi bekal ho gaya

vo adhura rah gaya aur main mukammal ho gaya

husn ki tavil men bas itni tabdili hui

TaaT ka TukḌa tire shanon pe maḳhmal ho gaya

pahle gahre paniyon men us ki bud-o-bash thi

ab hava ke dosh par aaya to badal ho gaya

phuul ki ik zarb se aansu nikal aa.e mire

ek halki baat ka ehsas bojhal ho gaya

vaqt ki nabzon pe is ka haath bhi kamzor tha

saans ki raftar par main bhi musalsal ho gaya

is qadar manus thi ḳhilqat andhere se ‘nasim’

raushni phuTi to saara shahr pagal ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

haidar-ali-aatish

Hasrat-E-Jalwa-E-didar Liye Phirti Hai

Phul Kya Chiz Hai Kali Kya Hai

afzaal-firdaus

Is Tarah Sataya Hai Pareshan Kiya Hai

Uski Yaadon Ka Silsila Hoga

qateel-shifai

Girya-E-Mast

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet