• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Sawal Hai Ai Qatilan-E-Shab Tum Se

Mera Sawal Hai Ai Qatilan-E-Shab Tum Se

mira saval hai ai qatilan-e-shab tum se

ki ye zamin munavvar hui hai kab tum se

charagh baḳhshe ga.e shahr-e-be-basarat ko

ye kar-e-ḳhair bhi sarzad hua ajab tum se

vo ek ishq jo, ab tak hai tishna-e-takmil

vo ek daagh jo raushan hai roz-o-shab tum se

miri numud men vahshat hai, meri soch men shor

bahut alag hai miri zindagi ka Dhab tum se

mire ḳhitab ki shiddat pe chiḳhne vaalo

tumhare lahje men goya hua huun ab tum se

shikasta rishton ki hathon men Dor thame hue

main puchhta huun mire dosto sabab tum se

tumhare naam ki tohmat hai mere sar pe ‘nabil’

juda hai varna mira shajra-e-nasab tum se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahan Hai Zindagi Bas Mein Hamare

kishwar-naheed

Ishq Ki Gum-Shuda Manzilon Mein Gai

ahmad-adil

Un Ke Qisse Agar Bayan Hote

poet

Ashk Aaya Aankh Mein Jalta Hua

Kab Logon Ne Alfaz Ke Patthar Nahin Phenke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet