• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ko Chashm-E-Yar Ne Jab Jam-E-Mai Apna diya

dil Ko Chashm-E-Yar Ne Jab Jam-E-Mai Apna diya

nazeer-akbarabadi

dil ko chashm-e-yar ne jab jam-e-mai apna diya

un se khush ho kar liya aur kah ke bismillah piya

dekh us ki jama-zebi gul ne apna pairahan

is qadar phada ki bulbul se nahin jaata piya

be-qarari ne nigah-e-simbar pheri idhar

ki inayat ham ko us simab ne ye kimiya

us ke kuche men jise ja baithne ko mil gai

masnad-e-zarbaf par ghalib hai us ka boriya

dil chhupa baitha to us zulf-e-musalsal se ‘nazir’

ai asir-e-dam-e-na-fahmi ye tu ne kya kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uDa Kar Kag Shishe Se Mai-E-Gul-Gun Nikalti Hai

poet

Ubhar Aaya ruKH Par Haya Ka Nagina

meer-hasan

Faeda Aane Se Aise Aa Ke Pachhtaen Hain Hum

Tez-Rau Pani Ki Tikhi Dhaar Par Bahte Hue

Teri Ye Zulfen Nahin Tere ruKH-E-Raushan Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet