• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Jina Gawahi de Raha Hai

Mera Jina Gawahi de Raha Hai

shabnam-shakeel

mira jiina gavahi de raha hai

abhi mujh ko bahut kuchh dekhna hai

mujhe hairat hai apne dil pe kitni

ye mera saath ab tak de raha hai

koi roke ravani ansuon ki

ye dariya bahte bahte thak gaya hai

main padh sakti huun un-likkhe ko ab bhi

ye kashf-e-zat hai ya ik saza hai

ye kaisi sazishon men ghar gai huun

mujhe mujh se chhupaya ja raha hai

ghane jangal men tanha chhod kar vo

kahin se chhup ke mujh ko dekhta hai

khuda-hafiz mire ai ham-nashino

ki mujh ko to bulava aa gaya hai

kashish kuchh is qadar hai mujh men ‘shabnam’

samundar meri janib badh raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Bhuli-Bisri Yaadon Ki Baraat Nahin Aai

mirza-ghalib

Bala Se Hain Jo Ye Pesh-E-Nazar dar-O-diwar

Wo Mera Dost Hai Aur Mujhse Wasta Bhi Nahin

Hawi Nahin Afsos Ki Mahfil Se Nikala

shad-azimabadi

Le Ke Khud Pir-E-Mughan Hath Mein Mina Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet