• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Utho

Utho

ali-sardar-jafri

utho hind ke baghbano utho

utho inqilabi javano utho

kisanon utho kam-garo utho

nai zindagi ke shararo utho

utho khelte apni zanjir se

utho khak-e-bangal-o-kashmir se

utho vaadi o dasht o kohsar se

utho sindh o punjab o malbar se

utho malve aur mevat se

maharashtra aur gujrat se

avadh ke chaman se chahakte utho

gulon ki tarah se mahakte utho

utho khul gaya parcham-e-inqalab

nikalta hai jis tarah se aftab

utho jaise dariya men uthti hai mauj

utho jaise andhi ki badhti hai fauj

utho barq ki tarah hanste hue

kadakte garajte baraste hue

ghulami ki zanjir ko tod do

zamane ki raftar ko mod do

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haalat Jo Yahi Ai Dil-E-Nashad Rahegi

poet

Kuchh Na Kuchh Ranj Wo de Jate Hain Aate Jate

Main Wo Majnun Ki Ek Sahra Hai Mujh Mein

Main Hadd-E-La-Makani Chahta Hun

poet

But-E-Ghuncha-dahan Pe Nisar Hun Main Nahin Jhut Kuchh Ismein Khuda Ki Qasam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet