• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Dil Ajab Shadmani Mein Gum Hai

Mera Dil Ajab Shadmani Mein Gum Hai

mira dil ajab shadmani men gum hai

ki vo aaj meri kahani men gum hai

samajhta hai dil tere tarz-e-suḳhan ko

magar teri jadu-bayani men gum hai

main huun fitratan mauj se laḌne vaala

vo mallah kya jo ravani men gum hai

use kya pata kya hai sahra-navardi

havaon ki jo be-zabani men gum hai

bahut Tiis uThti hai dekhe se us ko

vo kya hai jo teri nishani men gum hai

usi ka to haq motiyon par hai ‘anjum’

samundar ki jo be-karani men gum hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHalish Hai KHwab Hai Aadhi Kahani Hai

Dar Raha Hun Na KHauf Kha Raha Hun

Phir Wahi KHana-E-Barbaad Hamare Liye Hai

Jab Aasman Zamin Par Utarne Lagta Hai

Ishq Mein Aabru KHarab Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet