• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Chehra Bhola O Mahi

Mera Chehra Bhola O Mahi

poet

mira chehra bhola o maahi

par ruup sanpola o maahi

tiri tal-se-tal mila baithi

mira ang ang dola o maahi

koi raakh patangon vaali ho

jale husn ka shoala o maahi

mujhe bhej na apni basti ka

vahi udan-khatola o maahi

tiri sundarta pe hairan huun

mujhe darpan bola o maahi

main ne band kivad bhi khol diye

main ne man bhi khola o maahi

mire nain nain sab daasi se

mira jogi-chola o maahi

tira lams lahu men dauda hai

tu ne zahar sa ghola o maahi

tiri priit men sudh-budh kho baithi

tire ishq ne raula o maahi

mire rup-sarup ko pujta hai

tu hai sanval dhola o maahi

mujhe prem ke akhshar bhuul gae

koi pandrah sola o maahi

mira har-singhar bhi be-matlab

tira dil be-mola o maahi

mujhe gur vyopar ke sikhla de

zara masha-tola o maahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Lutf-Saman Itab-E-Yar Bhi Hai

poet

Girah Jo Kaam Mein dale Hai Panja-E-Taqdir

abdul-ahad-saaz

Bachat

poet

Bigadne Se Tumhaare Kya Kahun Main Kya Bigadta Hai

Ye Log KHwab Bahut Karbala Ke Dekhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet