• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Afsana Juda Teri Kahani Aur Hai

Mera Afsana Juda Teri Kahani Aur Hai

mera afsana juda teri kahani aur hai

gham ka raaja aur hai ḳhushiyon ki raani aur hai

farq lahjon ka hua karta hai lafzon ka nahin

hai alag sho.ala-fishani ḳhush-bayani aur hai

main to us ke bas men huun muddat se huun us ka asiir

jiit hai taaza koi ye kamrani aur hai

naam le kar jis tarah us ne pukara hai mujhe

us ke is lahje se mujh ko ḳhush-gumani aur hai

ab ke shayad us pe bhi mushkil raha hijr-o-firaq

ab ke mehmanon se tarz-e-mezbani aur hai

jaane kis ke lams ki ab ke tamanna hai unhen

in baharon men gulabon par javani aur hai

muskurana to hai us ki aam si aadat ‘na.im’

us ke iz.har-e-mohabbat ki nishani aur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Panja-E-Zist Mein Phansa Panchhi

Hum Tum Ki Roz-O-Shab Mile Sham-O-Sahar Mile

Agar Mizaj Hi Mein Gard Gard Hona Tha

Is Tarah Paikar-E-Wafa Ho Jaen

Bhuk Ki kaDwahaT Se Sard Kasile honT

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet