• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Ke Rang Bade dil-Pazir Hue Hain

Yahan Ke Rang Bade dil-Pazir Hue Hain

ain-tabish

yahan ke rang baḌe dil-pazir hue hain

dayar-e-ishq ke hakim faqir hote hain

har ek dil men to ye barchhiyan utarti nahin

koi koi to nazar ke asiir hote hain

hujum-e-bul-havasi ke ghane andheron men

kuchh aise gham bhi hain jo dast-gir hote hain

har aise-vaise se qufl-e-qafas nahin khulta

is imtihan ke liye kuchh haqir hote hain

tumhare shahr men kis ko hai jaan dene ka shauq

magar vahan bhi jo sahab-zamir hote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gar Banana Hai Mohabbat Ka Koi Ghar Sahab

Chalti Sanson Ko Jam Karne Laga

Isi Chaman Mein Mera Nazm-E-Ashiyan Badla

ruKH Pe Yun Jhum Kar Wo laT Jae

Tazad-E-Fitrat Nafas Nafas Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet