• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maut Ko Nazar Tu Sanson Ke Niwale Kar De

Maut Ko Nazar Tu Sanson Ke Niwale Kar De

maut ko nazar tu sanson ke nivale kar de

azm ko tegh iradon ko tu bhale kar de

ḳhema-e-dil men andheron ke siva kuchh bhi nahin

tu agar chahe to pal bhar men ujale kar de

taaki sunsan shabistan ko varis mil jaa.e

ik diya koi haveli ke havale kar de

phuuT ke rona hai tujh ko to sar-e-rah na ro

itna ehsan mire paanv ke chhale kar de

is liye rakhta huun main ashkon ka pahra har dam

vaqt phir se na kahin aankh men jaale kar de

be-gunahi mujhe azad kara hi legi

laakh mazbut tu zindan ke taale kar de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bushra-ejaz

Meri Raat Mera Charagh Meri Kitab de

Main Teri Aankh Mein Ye Kya Talash Karta Hun

poet

Badh Chala Ishq To dil Chhod Ke duniya Uttha

Masarraton Ka Khila Hai Har Ek Samt Chaman

Koi Charagh Ata Kar Koi Gulab Utar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet