• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Mere Aansu Bahte Hain Aur Tera daman Jalta Hai

Jab Bhi Mere Aansu Bahte Hain Aur Tera daman Jalta Hai

poet

jab bhi mire aansu bahte hain aur tera daman jalta hai

dekh ke apna husn-e-taalluq har ahl-e-gulshan jalta hai

raaz na puchho mustaqbil ka sher-o-sukhan ki is mahfil ka

sahab-e-fan zulmat men pade hain duur charagh-e-fan jalta hai

fasl-e-baharan aa jaane se kam na hua gham ahl-e-chaman ka

shabnam ke aansu bahte hain gul ka pairahan jalta hai

jalne ko to sab jalte hain aag juda hai apni apni

ham jalte hain tum jalte ho ik ik ahl-e-chaman chalta hai

koi nahin gham-khvar jahan men ‘yad’ hamari tanhai ka

apne hi aansu bahte hain apna hi daman jalta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Jo Usne Kiya Use Sila de

Tujhko Likhna Hai to Aisa Koi Safha Likh De

Shukr Kiya Hai in peDon Ne Sabr Ki Aadat Dali Hai

bashir-badr

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Ki Meri Nazar Ko Khabar Na Ho

poet

Ye Kis Ko Jag Jag Ke Taron Ki Chhanw Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet