• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maut Ke Jhule Se Bahar Aa Gai

Maut Ke Jhule Se Bahar Aa Gai

maut ke jhule se bahar aa ga.i

main kisi rishte se bahar aa ga.i

rafta-rafta dard-e-dil ghaTta gaya

laash ḳhud malbe se bahar aa ga.i

maut ke kas kar gale ham kya lage

zindagi ḳhatre se bahar aa ga.i

lab chhupate hi rahe sab se jise

baat vo lahje se bahar aa ga.i

oḌh kar baiThe the ham sanjidgi

par hansi dhoke se bahar aa ga.i

dekhne vaale tamasha ban ga.e

dastan parde se bahar aa ga.i

mere hisse men thi duniya aur main

apne hi hisse se bahar aa ga.i

bas vo mujh ko qaid karne vaala tha

aur main sapne se bahar aa ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aashiqon Ko Ai Falak dewega Tu Aazar Kya

Teri Si Bhi Aafat Koi Ai Sozish-E-Tab Hai

Iqrar Kisi Din Hai to Inkar Kisi Din

poet

Dard Bahta Hai Dariya Ke Sine Mein Pani Nahin

Gharon Mein Sabza Chhaton Par Gul-E-Sahab Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet