• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Maut Kabhi Bhi Mil Sakti Hai Lekin Jiwan Kal Na Milega

Maut Kabhi Bhi Mil Sakti Hai Lekin Jiwan Kal Na Milega

sahir-ludhianvi

maut kabhi bhi mil sakti hai lekin jivan kal na milega

marne vaale soch samajh le phir tujh ko ye pal na milega

kaun sa aisa dil hai jahan men jis ko gham ka rog nahin

kaun sa aisa ghar hai jis men sukh hi sukh hai sog nahin

jo hal duniya bhar ko mila hai kyuun tujh ko vo hal na milega

marne vaale soch samajh le phir tujh ko ye pal na milega

is jivan men kitne hi dukh hon lekin sukh ki aas to hai

dil men koi arman basa hai aankh men koi pyaas to hai

jivan ne ye phal to diya hai maut se ye bhi phal na milega

marne vaale soch samajh le phir tujh ko ye pal na milega

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-javed

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara

ishrat-afreen

Apni Masiha Ke Nam

Har Tazkira Kitab Mein Tafsil Se Hua

Chand Sansen Hain Mera raKHt-E-Safar Hi Kitna

Dastane Mein Sang Hai Baba

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet