• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maut Ka Gham Nahin KHushiyon Ke Nazare Hote

Maut Ka Gham Nahin KHushiyon Ke Nazare Hote

maut ka gham nahin ḳhushiyon ke nazare hote

meri turbat pe agar phuul tumhare hote

mere mahbub ke qadmon ki pazira.i ko

ek dariya ke ka.i aur kinare hote

gar nikalti mire arman ki koi ganga

phir to sahraon ke kya ḳhuub nazare hote

bach nikalta bhala kaise ye safina tera

jo muḳhalif tire tufan ke dhare hote

vaqt le aaya ajab moḌ pe mujh ko varna

asman par miri qismat ke sitare hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kise Bataen Ki Zad-E-Safar Gaya Kab Ka

afroz-alam

Thokar Se Faqiron Ki duniya Ka Bikhar Jaana

abrar-ahmad

Qasbaati Ladkon Ka Git

poet

Ghar Ki Chizon Se Yun Aashna Kaun Hai

Bujhi Hai Aatish-E-Rang-E-Bahaar Aahista Aahista

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet