• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mausam-E-Sarma Ki Barish Ka Ye Pahla Roz Hai

Mausam-E-Sarma Ki Barish Ka Ye Pahla Roz Hai

muneer-niyazi

mausam-e-sarma ki barish ka ye pahla roz hai

dhund hai atraf men suraj ke khvab-e-garm par

main ki jo mahsur huun aram-e-husn-e-yar men

ik hifazat si hai mujh ko jism ki mahkar men

yaad aur maujud donon ki haqiqat is men hai

gham ki taqat ko ghalat karne ki himmat is men hai

sehr itne hain jamal-e-mehrban-e-yar men

jitne is sarma ki barish ke hasin asrar men

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dam-E-Subh Pi Li Sar-E-Sham Pi Li

Ki Ehtiyat Dal Ne Bahut Par Kaha Gaya

afzal-ahmad-syed

Kuchh Aur Rang Main Tartib-e-Khushk-O-Tar Karta

faiz-ahmad-faiz

Khile Jo Ek dariche Mein Aaj Husn Ke Phul

Masala Ye Hai Ki Uske Dil Mein Ghar Kaise Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet