• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mauj-E-KHayal Mein Na Kisi Jal-Pari Mein Aae

Mauj-E-KHayal Mein Na Kisi Jal-Pari Mein Aae

mauj-e-ḳhayal men na kisi jal-pari men aa.e

dariya ke saare rang miri tishnagi men aa.e

phir ek roz aan mila abr-e-ham-mizaj

miTTi numu-e-pazir hui tazgi men aa.e

daman bacha rahe the ki chehra bhi jal gaya

kis aag se guzar ke tiri raushni men aa.e

ye main huun mere ḳhvab ye shamshir-e-be-niyam

ab tera iḳhtiyar hai jo tere ji men aa.e

ik baar is jahan se mil lena chahiye

aisa na ho ki phir ye faqat ḳhvab hi men aa.e

ankhon men vo lapak hai na siine men vo alaav

is baar us se kahna zara sadgi men aa.e

tanha udaas dekh raha tha main chand ko

ye phuul bahte bahte kahan se nadi men aa.e

thak-har kar gira tha ki ankhon men phir ga.e

‘tauqir’ vo maqam jo avargi men aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai

Wo Mere KHwab Ki Tabir to Batae Mujhe

poet

zaKHm-E-Dil Ab Phul Ban Kar Khil Gaya

obaidullah-aleem

Koi dhun Ho Main Tere Git Hi Gae Jaun

Na baDh Sakenge Qadam Kahan Tak Na uTh Sakegi Nigah Kab Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet