• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Matlab Na Kabe Se Na Irada Kanisht Ka

Matlab Na Kabe Se Na Irada Kanisht Ka

mirza-raza-barq

matlab na kaabe se na irada kanisht ka

paband ye faqir nahin sang-o-khisht ka

sarsabz huun jo aap dikha diije khat-e-sabz

kushton ko khet men abhi aalam ho kisht ka

us huur ki jo gulshan-e-ariz ki yaad thi

dekha kiya firaq men aalam bahisht ka

kya munshi-e-azal ki ye sanat hai dekhna

mahir nahin kisi ki koi sarnavisht ka

nadan e’tiraz hai saane pe ghaur kar

beja hai imtiyaz yahan khuub o zisht ka

ai ‘barq’ sair karte hain ham to jahan ki

har kucha-e-sanam hai namuna bahisht ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Satate Ho Raho Banda-Nawaz

ahmad-nadeem-qasmi

Andaz Hu-Ba-Hu Teri Aawaz-E-Pa Ka Tha

Taskin-E-Dil Ko Ashk-E-Alam Kya Bahaun Main

poet

Hosh Nahin Hai Dosh Ka Jalwa-Gah-E-Namaz Mein

Rahzan Hun Ki Rahnuma Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet