• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Talabgar Sahi Hashr-Ba-daman Kyun Hai

dil Talabgar Sahi Hashr-Ba-daman Kyun Hai

sajida-zaidi

dil talabgar sahi hashr-ba-daman kyuun hai

nala-zan shoala-ba-kaf shauq-e-faravan kyuun hai

mahfil-e-saz-o-tarab matla-e-viran kyuun hai

sheva-o-sabr-o-sukun dil se gurezan kyuun hai

khinch laaya tha jo us dil ko tiri mahfil men

vahi andaz-e-nazar aaj pasheman kyuun hai

surangon raah men har-gam hua jaata hai

muzmahil khu-e-safar dard pasheman kyuun hai

talkhi-e-kam-o-dahan kashmakash-e-zehn-o-vajud

ek hasti ke liye ye sar-o-saman kyuun hai

dasht-paimai men bhi vahshat-e-jan itni na thi

tishnagi sahil-e-dariya pe hirasan kyuun hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chandni chhiTki Hui Ho to Ghazal Hoti Hai

Rim-Jhim Hai Ye Ashkon Ki Rawani Hai Ki Kya Hai

Hum Tum Ki Roz-O-Shab Mile Sham-O-Sahar Mile

Ahl-E-Dil Milte Nahin Ahl-E-Nazar Milte Nahin

poet

Dekha Idhar Kisi Ne Udhar Maine Aah Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet