• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Hua Hai Mera Kharab-E-Sukhan

dil Hua Hai Mera Kharab-E-Sukhan

wali-mohammad-wali

dil hua hai mira kharab-e-sukhan

dekh kar husn-e-behijab-e-sukhan

bazm-e-maani men sarkhushi hai use

jis kuun hai nashsha-e-sharab-e-sukhan

rah-e-mazmun-e-taza band nahin

ta-qayamat khula hai bab-e-sukhan

jalva-paira ho shahid-e-maani

jab zaban suun uthe naqab-e-sukhan

gauhar us ki nazar men ja na kare

jin ne dekha hai ab-o-tab-e-sukhan

harja-goyan ki baat kyunki sune

jo suna naghma-e-rabab-e-sukhan

hai tiri baat ai nazakat-e-fahm

lauh-e-dibacha-e-kitab-e-sukhan

hai sukhan jag manin adim-ul-misal

juz sukhan niin duja javab-e-sukhan

ai ‘vali’ dard-e-sar kabhu na rahe

jab mile sandal-o-gulab-e-sukhan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-masoom

Aisa Ek Maqam Ho Jis Mein dil Jaisi Virani Ho

aatif-waheed-yasir

Guftugu Karne Lage Ret Ke Ambar Ke Sath

poet

Chamak Sitaron Ki Nazron Pe Bar Guzri Hai

Sufi

Tu Jo Aabaad Hai Ai dost Mere dil Ke Qarib

Kisi Ke Dukh Pe Agar Hum Malal Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet