• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mata-E-Shauq to Hai Dard-E-Rozgar to Hai

Mata-E-Shauq to Hai Dard-E-Rozgar to Hai

mata-e-shauq to hai dard-e-rozgar to hai

agar bahar nahin ishrat-e-bahar to hai

ada-e-chak-e-gareban se ba-ḳhabar na sahi

junun-e-shauq ko farda ka e.atibar to hai

taras rahe hain dil-o-jan jo rang-o-bu ke liye

mire nasib men ik dasht-e-intizar to hai

kahan nasib havas ko junun ki ara.ish

lahu lahu hai gareban taar taar to hai

in ablon ko hiqarat se dekhne vaale

in ablon se chaman ka tire vaqar to hai

hazar tarah se rusva hain ahl-e-dard to kya

tira dayar to hai tera rahguzar to hai

hayat talḳh sahi roz-o-shab haram sahi

dil-o-nazar ko ye mahaul sazgar to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Husn Is Shama-Ru Ka Hai Gul-Rang

ajit-singh-badal

Na Shohrat Hai Na Ruswai Mere Pichhe

Mohabbat Ka Dikhawa Kar Raha Hai

abbas-tabish

Tut Jaane Mein Khilaunon Ki Tarah Hota Hai

jaun-eliya

Raaten Sachchi Hain din Jhute Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet