• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Maskan

Maskan

shahnaz-nabi

aa

ki is dil men tere liye hai bahut si jagah

ye to donon ko maalum hai

arzuon ki kasrat se tangi ka maara hua

hasraton se pareshan hai

us ki bosidgi ke gavah

mohabbat vafa dushmani bughz kiina hasad

ye jahan mukhtasar

aur to izz-o-jal

phir bhi itna yaqin kar hi sakta hai tu

ye vo ghar hai ki jis men agar tu biraje

ye tera bane

aur tab tak rahega basera tira

jab tilak tu ise

apne rahne ke qabil samajhta rahe!

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

Ye Kis Maqam Pe Thahra Hai Karwan-E-Wafa

zehra-nigaah

Safar Khud-Raftagi Ka Bhi Ajab Andaz Tha

shahryar

Kis Fikr Kis Khayal Mein Khoya Hua Sa Hai

poet

The Niwale Motiyon Ke Jin Ke Khane Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet