• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masala Ye Hai Ki Uske Dil Mein Ghar Kaise Karen

Masala Ye Hai Ki Uske Dil Mein Ghar Kaise Karen

mas.ala ye hai ki us ke dil men ghar kaise karen

darmiyan ke fasle ka tai safar kaise karen

koi sunta hi nahin arz-e-hunar kaise karen

ḳhud ko ham apni nazar men mo’tabar kaise karen

aḳhiri patthar se be-samt-o-nishan jaana hai ab

ham khuli ankhon se ye andha safar kaise karen

jaan ke jaane ka andesha bahut hai ab ki baar

ma.arka bhi aḳhiri karna hai sar kaise karen

kuchh dinon ki baat ho to kaaT den ankhon men raat

niind agar aa.e na ‘farruḳh’ umr bhar kaise karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hasrat-E-Did Se Mamlu Dil-E-Shaidai Hai

chandni-pandey

Hamein Barbaadiyon Pe Muskurana Khub Aata Hai

ahmad-shahryar

Nae Zamanon Ki Chap To Sar Pe Aa Khadi Thi

Jo Tum Pe Yunhi luTai Maine Ab Uski Qimat to Chahiye Na

Ye Kitabon Si Jo Hatheli Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet