• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masala Hun Main Sada Se Kam-Nigahi Ke Liye

Masala Hun Main Sada Se Kam-Nigahi Ke Liye

mas.ala huun main sada se kam-nigahi ke liye

kaun uTThega bhala meri gavahi ke liye

lauT aaya phir se vo tufan sahra ki taraf

shahr men baaqi na tha kuchh bhi tabahi ke liye

aaj bhi main teri ankhon ke jaziron men panah

DhunDhta phirta huun apni be-panahi ke liye

dil ke dariya men miri yadon ki gahra.i talak

Duub ke aa.ega kaun ab ḳhair-ḳhvahi ke liye

bolte rahne se ai ‘shahzad’ kuchh hasil nahin

ḳhamushi darkar hai is kaj-kulahi ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Baham Buland-O-Past Hain Kaif-E-Sharab Ke

Naya Paiman Raushan Kar Gaya Hai

Na KHushi De to Kuchh Dilasa De

Aankhen Khuli Hain KHwab Magar Dekh Rahi Hun

Sawal chhoD Ki Haalat Ye Kyun Banai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet