• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahshat Hai Bahut Kam to Hai Zanjir Ziyaada

Wahshat Hai Bahut Kam to Hai Zanjir Ziyaada

vahshat hai bahut kam to hai zanjir ziyada

chhoTa sa mira ḳhvab hai ta.abir ziyada

kya jaan meri sirf sulagne ke liye hai

kiije na mire jism ki tafsir ziyada

kis moḌ pe divan ke main ruk sa gaya huun

‘ghalib’ se nazar aane laga ‘mir’ zyada

karta huun isi vaste tadbir bahut kam

har kaam men kaam aati hai ta.abir ziyada

kab tak ye mira zo.am ye ehsas rahega

duniya men bahut ḳhuub hai kashmir ziyada

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gae Mausamon Ko Bhula Denge Hum

Sufi

Ai Ki Ba-Husn-e-Baadshah Banda-Nawaz-e-Kisti

Mohabbat Ibtida Mein Hai Jafaen Na-Munasib Hain

Ishq Mein Jaan Se Guzarne Ko

allama-iqbal

Namaz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet