• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mariz-E-Hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin

Mariz-E-Hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin

poet

mariz-e-hijr ko sehat se ab to kaam nahin

agarche subh ko ye bach gaya to shaam nahin

rakho ya na rakho marham us pe ham samjhe

hamare zakhm-e-judai ko iltiyam nahin

jigar kahin hai kahin dil kahin hain hosh o havas

faqat judai men is ghar ka intizam nahin

koi to vahshi hai kahta koi hai divana

buton ke ishq men apna kuchh ek naam nahin

sahar jahan hui phir shaam vaan nahin hoti

basan-e-umr-e-ravan apna ik maqam nahin

kiya jo vada-e-shab us ne din pahad hua

ye dekhiyo miri shamat ki hoti shaam nahin

vahi uthae mujhe jis ne mujh ko qatl kiya

ki behtar is se mire khuun ka intiqam nahin

uthaya dagh-e-gul afsos tum ne dil pe ‘surur’

main tum se kahta tha gulshan ko kuchh qayam nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bande Hain Teri Chhab Ke Mah Se Jamal Wale

poet

Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain

firaq-gorakhpuri

Kya Tere Khayal Ne Bhi Chheda Hai Sitar

Jo Mauj KHushbuon Ki Thi Gulab Se Nikal Gai

Izhaar-E-Aqidat Mein Kahan Tak Nikal Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet