• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzil Hai to Ek Rasta-E-Dushwar Mein Gum Hai

Manzil Hai to Ek Rasta-E-Dushwar Mein Gum Hai

manzil hai to ik rasta-e-dushvar men gum hai

rasta hai to pech-o-ḳham-e-dildar men gum hai

jis diin se milta tha ḳhuda ḳhana-e-dil men

mulla ke saja.e hue bazar men gum hai

ajza-e-safar varta-e-hairat men paḌe hain

raftar abhi sahib-e-raftar men gum hai

saa.il hain ki umDe hi chale aate hain paiham

vo shoḳh magar apne hi didar men gum hai

vo husn-e-yagana hai koi shahr-e-tilismat

har shaḳhs jahan raston ke asrar men gum hai

ashḳhas ke jangal men khaḌa soch raha huun

ik naḳhl-e-tamanna unhi ashjar men gum hai

ya husn hai na-vaqif-e-pindar-e-mohabbat

ya ishq hi asani-e-atvar men gum hai

ai kaash samajhta koi pas-manzar-e-paigham

duniya hai ki pairaya-e-iz.har men gum hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Nasim-E-Subh Aawara Usi Ke Nam Par

ahsan-marahravi

Ai dil Na Sun Afsana Kisi Shokh Hasin Ka

ali-sardar-jafri

Mere Azizo, Mere Rafiqo

Lakhon Ki bhiD Mein Bhi Koi Ham-Nafas Na Ho

Ek Be-Wafa Ko Pyar Kiya Hae Kya Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet