• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzil-E-Be-Nishan Se Kya Hasil

Manzil-E-Be-Nishan Se Kya Hasil

poet

manzil-e-be-nishan se kya hasil

gum-shuda karvan se kya hasil

tang hoti zamin ka TukḌa de

vus.at-e-asman se kya hasil

kya karen jab ki bujh ga.iin ankhen

raunq-e-be-karan se kya hasil

dad-ḳhvahi ka haq bhi chhin liya

ab ki dar-ul-aman se kya hasil

lams rishton ka paa.en divaren

ghar ata kar makan se kya hasil

luT ga.iin jab miri mata-e-hayat

daulat-e-digaran se kya hasil

nazr kar ‘zauq’ sa fasih suḳhan

aisi kaj-maj zaban se kya hasil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-allahabadi

Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai

Sang Ko chhoD Ke Tu Ne Kabhi Socha Hi Nahin

Main Kya Karun Yahin Karna Hai Intizar Mujhe

poet

Tariqat Mein Agar Zahid Mujhe Gumrah Jaane Hai

poet

Zehn Har Su Nigah Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet