• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manus Ho Gae Hain Sitam Peshgi Se Hum

Manus Ho Gae Hain Sitam Peshgi Se Hum

manus ho ga.e hain sitam peshgi se ham

ab kya karen karam ka taqaza kisi se ham

is se to apne haq men andhera hi ḳhuub tha

be-nur ho ga.e hain na.i raushni se ham

aḳhir sar-e-niyaz jhuka.en to kis tarah

na-ashna hain rasm-o-rah-e-bandagi se ham

taskin-e-zauq ke liye maghz-e-suḳhan hai shart

asuda-e-ghazal na hue naghmagi se ham

hadd-e-adab men rah ke ‘munavar’ ho guftugu

momin ke munh na aa.en suḳhan-gustari se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Masail Hain Jo La-Yanhal Bahut Aasan Ban Jate

poet

Jab Likha Humne KHat Ashkon Se Hua Tar Kaghaz

shabnam-shakeel

ye silsile bhi rifaqat ke kuchh ajib se hain

poet

Kabhi Kabhi Mujhe Itna Bhi Tu Nibhaya Kar

shabnam-shakeel

Tum Se Rukhsat-Talab Hai Mil Jao

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet