• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mangte Mangte Dua Mere Sath

Mangte Mangte Dua Mere Sath

mangte mangte dua mire saath

bujh gaya aḳhiri diya mire saath

tu ne mujh ko tasalli dena thi

tu bhi ai shaḳhs ro paḌa mire saath

dil men aaya ḳhayal tujh se milun

chal paḌa ek rasta mire saath

koi jachta nahin alava tire

varna ik ham-safar to tha mire saath

bad-nasibi ki ishq kar ke bhi

koi dhoka nahin hua mire saath

dushmani to miri thi suraj se

shahr ka shahr jal gaya mire saath

saare chehre hi tere chehre hain

tu raha hai juda juda mire saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera Adam Wajud Bhi Kya Zar-Nigar Tha

ahmad-nadeem-qasmi

Girti Hui Bunden Hain Ki Pare Ki Lakiren

Bahut Hai Ab Meri Aankhon Ka Aasman Usko

Umr Bhar Ki Dosti Ka Han Bharam Rakkha Na Tha

sarwat-zehra

Sheri Ka Nauha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet