• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mard—Aurat

Mard—Aurat

shahnaz-nabi

kab kahan se chali thi pata nahin

jannat ne thukraya

ki aadam ne pukara

charon or ghana jangal

har shakh haath badhate hi

khud men simat jaati thi

jaane kab be-satr hui

kis ne sharm-gah ki laaj rakhi

paanv ke niche an-ginat rahen

be-hisab nasheb o faraz

donon taraf saval o javab ki atuut khvahishen

ilzamat ke tabadale ki tayyariyan

barsaha-baras ki khoj ka bas ek hi anjam

faael maful

qudarat fitrat

isbat nafi

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-mehdi-majrooh

Bas Ki Ek Jins-E-Raegan Hun Main

Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan

Tajdid-E-Ahd Kar Kisi Simin Badan Ke Sath

Is KHarabe Mein Kahin Hain Hum Bhi

poet

Ila Ya Shah-E-Khuban Kijiye Shad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet