• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Malum Agarche Hai Ki Mausam Ye kaDa Hai

Malum Agarche Hai Ki Mausam Ye kaDa Hai

malum agarche hai ki mausam ye kaḌa hai

dil phir bhi gulabon ke liye zid pe aḌa hai

yaad aa.e hain phir log mujhe shahr-e-jafa ke

ik tir-e-sitam yuun bhi mere dil men gaḌa hai

vo jis se ibadat ki tarah ki thi mohabbat

vo shaḳhs zamane ke liye mujh se laḌa hai

mayyat ko miri dekh ke bola vo sitamgar

uTh ja.ega phir se ye adakar baḌa hai

jis moḌ pe badli thi Dagar us ne ‘mubarak’

kahna ki usi moḌ pe divana khaḌa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-allahabadi

Khushi Kya Ho Jo Meri Baat Wo But Man Jata Hai

poet

Yar Ke ruKH Ne Kabhi Itna Na Hairan Kiya

Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain

poet

Gham Ko Sabaat Hai Na Khushi Ko Qarar Hai

Wo Hi Andaz-E-Dilbari Hai Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet