• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Majnun Ka Jo Ai Laila Juta Na phaTa Hota

Majnun Ka Jo Ai Laila Juta Na phaTa Hota

majnun ka jo ai laila juuta na phaTa hota

pichhe tire naaqe ke kyuun barahna-pa hota

be-fa.eda ghul machta kya janiye kya hota

gar un ki gali hoti aur mera gala hota

hota agar aadam ka duniya men koi bhaa.i

nasl-e-bani-adam ka vallah chacha hota

gar qais ki vahshat ka kuchh uunT asar leta

laila ko gira deta aur bhaag khaḌa hota

muflis se ziyada-tar mun.im hi gursana hain

kyuun roz hava khate gar peT bhara hota

vo ban ke masiha bhi achchha jo na kar sakte

bimar tire haq men ye aur bura hota

madum dahan hota mafqud kamar hoti

ma.ashuq ‘zarif’ aisa hota bhi to kya hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-husain-mail

Mahshar Mein Chalte Chalte Karunga Ada Namaz

Gagan Mein Jab Apna Sitara Na Dekha

Makan Becha Nahin Maine Guzara Chal Raha Hai

bashar-nawaz

Ba-Har-Unwan Mohabbat Ko Bahaar-E-Zindagi Kahiye

Dil Ka Aazar Kam Nahin Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet