• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / muKhaalif Hai Mere Hawa in Dinon

muKhaalif Hai Mere Hawa in Dinon

muḳhalif hai mere hava in dinon

karegi vafa kya bhala in dinon

kare kaun zahmat uThe baar baar

pukaro na ham ko zara in dinon

maraz ishq ka lag gaya hai mujhe

asar kya karegi dava in dinon

raqam be-vafa.i karega abhi

likhe hain ghazal dil jala in dinon

udhar niind tum ko mubarak ho dost

idhar hai faqat ratjaga in dinon

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Wo Dariya Hai Kinaron Se Chhalakne Wala

poet

Sawal Kya Karun Tujhse Gunahgar Hun Main

Dil-Shikasta Hue TuTa Hua Paiman Bane

ismail-merathi

duniya Ke Liye Hain Sab Hamare dhande

poet

Baghair Uske Ye Hairan Hain Baghal dekh Apni Khaali Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet