• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine Tujhko Khoya Tha Maine Tujhko Paya Hai

Maine Tujhko Khoya Tha Maine Tujhko Paya Hai

main ne tujh ko khoya tha main ne tujh ko paaya hai

vo bhi ek dhoka tha ye bhi ek dhoka hai

baiThe shish-mahlon men tum samajh na paoge

ḳhaar kaise paanv men dard ban ke chubhta hai

duur ho nigahon se paas ho rag-e-jan ke

dil ka dil se rishta hai is men mo.ajiza kya hai

asl zindagi hai kya kya khule ki tum ne to

saans ki kasauTi par zindagi ko parkha hai

ḳhuun arzuon ka ghul gaya na ho ‘sharqi’

sub.h-e-nau ke mathe par ahmarin ujala hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Idhar Ye Haal Ki Chhune Ka iKHtiyar Nahin

safiya-shamim

Gar Hai Nae Nizam Ki Takhliq Ka Khayal

Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-Qarar Hota

Ubur Kar Na Sake Hum Haden Hi Aisi Thin

poet

Nahin Aasan Ki Insan Mein Farishte Ki Ho KHu Paida

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet