• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Az-Mehr Ta-Ba-Zarra dil-O-dil Hai Aaina

Az-Mehr Ta-Ba-Zarra dil-O-dil Hai Aaina

mirza-ghalib

az-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aaina

tuuti ko shash-jihat se muqabil hai aaina

hairat hujum-e-lazzat-e-ghaltani-e-tapish

simab-e-balish o kamar-e-dil hai aaina

ghaflat ba-bal-e-jauhar-e-shamshir par-fishan

yaan pusht-e-chashm-e-shokhi-e-qatil hai aaina

hairat-nigah-e-barq-e-tamasha bahar-e-shokh

dar-parda-e-hava par-e-bismil hai aaina

yaan rah gae hain nakhun-e-tadbir tuut kar

jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aaina

ham-zanu-e-taammul o ham-jalva-gah-e-gul

aina-band khalvat-o-mahfil hai aaina

dil kar-gah-e-fikr o ‘asad’ be-nava-e-dil

yaan sang-e-astana-e-‘bedil’ hai aaina

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nadiya-ambar-lodhi

Zamin Lapetta Hai Aasman Sametta Hai

poet

Gir Ke Qadmon Pe Sar-E-Bazm taDapna Dekha

Kabutar Jis Taraf Se Aa Raha Hai

poet

Raat Kafi Lambi Thi Dur Tak Tha Tanha Main

Jine Ka Kuchh Usul Na Marne Ka Dhang Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet