• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine Duniya Mein Faqat Dekhe Hain Jaane Wale

Maine Duniya Mein Faqat Dekhe Hain Jaane Wale

main ne duniya men faqat dekhe hain jaane vaale

main ne dekhe hi nahin hain kabhi aane vaale

rote rote mire dil se jo sada aati hai

rone lag jaate hain phir mujh ko manane vaale

jab koi chhoḌ ke jaata hai to dil kahta hai

kya kabhi lauT ke aate hain ye jaane vaale

ham jo be-ghar hain hamen ḳhuub samajh aata hai

kis nazar se hamen takte hain Thikane vaale

baaqi rahta nahin hai kuchh bhi siva-e-gham ke

raakh tak luuT ke lete hain jalane vaale

roz-o-shab maar diya jaata hai ‘faisal’ ham ko

chain se jiine nahin dete zamane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdullah-kamal

Apne Hone Ka Ek Ik Pal Tajraba Karte Rahe

maiKHane Pe Chhai Hai Afsurda-Shabi Kab Se

Wo Ek Ik Baat Pe Rone Laga Tha

Pattharon Par Wadiyon Mein Naqsh-E-Pa Mera Bhi Hai

Ab Us Ka Wasl Mahnga Chal Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet