Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
sahir-ludhianvi

Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Sahir Ludhianvi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

main zindagi ka saath nibhata chala gaya

har fikr ko dhuen men udata chala gaya

barbadiyon ka sog manana fuzul tha

barbadiyon ka jashn manata chala gaya

jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya

jo kho gaya main us ko bhulata chala gaya

gham aur khushi men farq na mahsus ho jahan

main dil ko us maqam pe laata chala gaya

More Poems

dasht-Paimai Ka Gar Qasd Mukarrar Hoga

Apna diwana Bana Kar Le Jae

Ye Jo Suraj Hai Ye Suraj Bhi Kahan Tha Pahle

Ghair Ki Khatir Se Tum Yaron Ko dhamkane Lage

Mere Lahu Mein Usne Naya Rang Bhar diya

Farsh-E-Naumidi-E-didar

Be-Samt Raston Pe Sada Le Gai Mujhe

Hirs daulat Ki Na Izz O Jah Ki

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.