• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Us Ka Nam Ghule Paniyon Pe Likhta Kya

Main Us Ka Nam Ghule Paniyon Pe Likhta Kya

akhtar-hoshiyarpuri

main us ka naam ghule paniyon pe likhta kya

vo ek mauj-e-ravan hai kahin pe rukta kya

tamam harf mire lab pe aa ke jam se gae

na jaane main ne kaha kya aur us ne samjha kya

sabhon ko apni gharaz thi sabhon ko apni baqa

mire liye mire nazdik koi aata kya

ubharta chand mira ham-safar tha dariya men

main dubte hue suraj ko muḌ ke takta kya

parinde ghar ki munderon pe aa ke baiTh gae

main ajnabi tha ishara koi samajhta kya

firaq o vasl to tasviren un ke naam ki hain

main in men rang kisi ke lahu se bharta kya

main apne ghar men nahin tha magar kahin bhi na tha

udhar se mujh ko guzarte kisi ne dekha kya

tamam shahr ravan hai mire ta.aqub men

main aap kya mire ghar ki taraf ko rasta kya

ye raushni kabhi pahle na thi yahan ‘aḳhtar’

sitara raat ki palkon pe koi chamka kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kya Khabar Kab Se Pyasa Tha Sahra

Un Ka Sandesha Lai Yaad

adil-mansuri

Sitara So Gaya Hai

Sabze Se Sab Dasht Bhare Hain Tal Bhare Hain Pani Se

poet

Mizaj-E-Husn Mein Yarab Tu Pyar Paida Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet