• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Mujhko Gale Lagao Sahib

Ab Mujhko Gale Lagao Sahib

mushafi-ghulam-hamdani

ab mujh ko gale lagao sahib

yak shab kahin tum bhi aao sahib

rutha huun jo tum se main to mujh ko

aa kar ke tumhin manao sahib

baithe raho mere samne tum

az bahr-e-khuda na jaao sahib

kuchh khuub nahin ye kaj-adai

har lahza na bhaun chadhao sahib

rakhte nahin parda ghair se tum

jhuti qasmen na khaao sahib

dar-guzre ham aisi zindagi se

itna bhi na ji jalao sahib

ya ghair ki chaah bhuul jaao

ya dil se hamen bhulao sahib

tum vaqt ke apne ho masiha

murde ke taiin jilao sahib

miyan-‘mushafi’ yaar aa milega

itna bhi na tilmilao sahib

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

pahaD Sahra Nadi Ne Hamein Talash Kiya

Udas Raat Hai Koi to KHwab De Jao

Jise Bhi Dekhiye Pyasa Dikhai Deta Hai

Mehr O Mahtab Ko Mere Hi Nishan Jaanti Hai

Hai Irtibaat-Shikan Daeron Mein baT Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet