• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main to Apne Aapko Pahchanna Hi Chahta Hun

Main to Apne Aapko Pahchanna Hi Chahta Hun

main to apne aap ko pahchanna hi chahta huun

janta jo kuchh nahin vo janna hi chahta huun

sau farishte le ke mere paas aa.en jo sahifa

us ko apni chhalniyon men channa hi chahta huun

saikaḌon suraj khaḌe hain a.ina dar dast lekin

sar pe zulmat ki rida main tanna hi chahta huun

jo mire maujud men hai aur la-maujud men

jaan sakta hi nahin aur janna hi chahta huun

main jo dushman ke bulave par nikal aaya huun ‘mid.hat’

bar-sar-e-maidan men kuchh Thanna hi chahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mai-Kade Mein baiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar

Koi Shai Ye Nagar Khone Chala Hai

muneer-niyazi

duri

Diwane Itne Jama Hue Shahr Ban Gaya

dagh-dehlvi

Aarzu Hai Wafa Kare Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet