• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Jis Ke Sath Zafar Umr Bhar uTha baiTha

Main Jis Ke Sath Zafar Umr Bhar uTha baiTha

main jis ke saath ‘zafar’ umr bhar uTha baiTha

vo jaane aaj hai kyuun ajnabi bana baiTha

shikayat us se nahin apne-ap se hai mujhe

vo bevafa tha to main aas kyuun laga baiTha

jo mere vaste buniyad tha mohabbat ki

main us ḳhayal ki divar hi gira baiTha

buland parcham-e-azm-e-safar main kya rakhta

mire qarib hi mera ghubar aa baiTha

sama.aton ki fasilon pe aisa pahra tha

ki phaḌphaḌata hua ta.ir-e-sada baiTha

mila vo raat mujhe mahfil-e-masarrat men

to main adab se nahin dukh se duur ja baiTha

‘zafar’ batao use haath kya laga sakta

jise main dekh ke bina.i hi ganva baiTha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tujhko Kya Batlaun Kaun Se Achchhe Hain

Jo Is Tarah Liye Phirta Hai Jaan Hatheli Par

Sine Mein Mere Bojh Bhi Aur Dahka Chaman Bhi

ruKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi

Suraj Hun Chamakne Ka Bhi Haq Chahiye Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet