• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Le Ke Unki Tamanna Ke KHwab Niklega

Jo Le Ke Unki Tamanna Ke KHwab Niklega

jo le ke un ki tamanna ke ḳhvab niklega

ba-ijz-o-shauq ba-hal-e-ḳharab niklega

jo rang baanT ke jaata hai tinke tinke ko

adu zamin ka yahi aftab niklega

bhari hui hai ka.i din se dhund galiyon men

na jaane shahr se kab ye azaab niklega

jo de rahe ho zamin ko vahi zamin degi

babul bo.e to kaise gulab niklega

abhi to sub.h hui hai shab-e-tamanna ki

bahenge ashk to ankhon se ḳhvab niklega

mire gunah bahut hain magar taqabul men

usi ka lutf-o-karam be-hisab niklega

mila kisi ko na ‘danish’ kuchh aarzu ke ḳhilaf

pas-e-fana bhi yahi intiḳhab niklega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

talKHi-Kash-E-Naumidi-E-Didar Bahut Hain

poet

Na Hoti Haal-E-dil Kahne Ki Gar Himmat To Achchha Tha

Mile Bina Hi bichhaDne Ke Dar Se lauT Aae

Parinde Sahme Sahme uD Rahe Hain

Galiyon Mein Lahu-Rezi Ka Kuchh Hal Nikal Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet