• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Jab Bhi Koi Achhuta Kalam Likhta Hun

Main Jab Bhi Koi Achhuta Kalam Likhta Hun

main jab bhi koi achhuta kalam likhta huun

to pahle ek ghazal tere naam likhta huun

badan ki aanch se sanvla ga.e hain pairahan

main phir bhi sub.h ke chehre pe shaam likhta huun

chale to TuTen chaTTanen ruke to aag lage

shamim-e-gul ko to nazuk-ḳhiram likhta huun

ghaTa.en jhuum ke barsin jhulas ga.i kheti

ye hadsa hai ba-sad-e-ehtiram likhta huun

zamin pyasi hai buḌha gagan bhi bhuka hai

main apne ahd ke qisse tamam likhta huun

chaman ko auron ne likkha hai mai-kada bar dosh

main phuul phuul ko atish-ba-jam likhta huun

na rabta na koi rabt hi raha ‘bekal’

us ajnabi ko magar main salam likhta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil TuTa to Kya Se Kya Nuqsan Hua

mirza-ghalib

daim Pada Hua Tere dar Par Nahin Hun Main

Ye Dil-Katha Hai Adakar Tere Bas Mein Nahin

Roz-O-Shab Aur Nae Arz-O-Sama Mange Hai

nasir-kazmi

Aaj To Be-Sabab Udas Hai Ji

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet