• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Ghar Se Zehn Mein Kuchh Sochta Nikal Aaya

Main Ghar Se Zehn Mein Kuchh Sochta Nikal Aaya

main ghar se zehn men kuchh sochta nikal aaya

saḌak pe ḳhauf ka ik silsila nikal aaya

vo ek dard shagufta gulab ho kar bhi

badan pe zaḳhm sa jaise naya nikal aaya

sulagti dhuup ne is darja kar diya be-tab

mujhi se saaya mera hanpta nikal aaya

safed-poshon ki tauqir ke tahaffuz men

hamare shahr ka tabqa baḌa nikal aaya

mujhe vo rakhta hai masruf kis nazakat se

ki gham se rishta mira dusra nikal aaya

vo ek lams tha us ka hayat ka zamin

chhua jo peḌ to patta hara nikal aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dur Tak Dasht Mein Ujala Hai

Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun

Bhule Afsane Wafa Ke Yaad Dilwate Hue

Meri Wafa Ki Wo Pahchan Bhi Nahin Rakhte

Umr Ko Karti Hain Pamal Barabar Yaaden

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet